Pakistani qaum kuch arsy bad bijli ki yad mem
bacho k naam kuch youn rakha kary gi...:
Chaudhry Transformer
Metre KHan
Haji Taar memon
Faiz Bulb
Sheikh Khamba
BV sharabi shohr ko theek kerne k liye Kala Libas Pehan kr khari ho gai
Shohar Jhomty howy
Kon ho tum ?
BV:churail
Shrabi:
Hath mila main teri Behan ka Shohr: